We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

4

by Sifar

/
  • Streaming + Download

    Purchasable with gift card

     

1.
Sawera 04:08
Raat ke andhere mere zehen mein bas gaye Aasman mein baadal the, rooth ke vo baras gaye Tere bin hun kho gaya, kis jahan mein bhatke Humko maalum hai tu kaha, hai tu kahan To aao, ban ke sawera Bhula do gham mere mita do andhera To aao, ban ke sawera Yeh gham hain aashna Hain jo tere bina Tere bina Dil ke jo paigam the, unme apne naam the Kuchh jale aur kuchh mite, raaste gumnaam the Tere bin hun kho gaya, kis jahan mein bhatke Humko maalum hai tu kaha, hai tu kahan To aao, ban ke sawera Bhula do gham mere mita do andhera To aao, ban ke sawera Yeh gham hain aashna Hain jo tere bina Tere bina
2.
Wajood 03:19
Inn raahon mein chalke, baadal barse Tera naam tha zuban par Andhere mein dikhta nahi hai aasman humko Apni majboori hum, na bol payenge Shayad andheron mein hi kho jayenge Par koi Shikwa nahi hai aaj Na koi gila hai Yeh raat Apne wajood se Pehle mitegi Inn kaaton mein chalke, thi payi manzil Tere bin hai adhuri Sannato mein sunti nahi hai teri aawaz Apni majboori hum, na bol payenge Shayad andheron mein hi kho jayenge Par koi Shikwa nahi hai aaj Na koi gila hai Yeh raat Apne wajood se Pehle mitegi
3.
Mere Haal Ki 03:58
Haathon ka yeh mael Dhulta nahin hai Jism mein hai zaher Nikalta nahi hai Bediyon mein hai kaid Sambhalta nahin hai Jam sa gaya hai dil Pighalta nahin hai Hai kya dawa Ya hai dua Mere haal ki Jisko bhi choo lun main Bikharta yahin hai Tukdo ko jodun main par fir bhi Banta nahi hai Hai kya dawa Ya hai dua Mere haal ki
4.
Laal Rang 04:00
5.
6.
Intezaar 03:31
Tere kadmo ki vo aahat kuchh din se nahin hai Teri saason ki khushbu par hai yahin Kuchh hi pal ki thi kuchh hi baatein Lagti ek sadi hai Parchhaiyan nahin, teri chhav hai yahin Jaao na Mujhe peeche chhod kar tum Socho na Waapas aa jao fir Mud ke yun Peeche dekho ek baar Mein hun yahin Hai intezaar Tere lafzo ki aawazein kuchh din se nahin hain Teri dhadkan ki goonjein hoti rahi Kuchh hi pal ki thi kuchh hi baatein Lagti ek sadi hai Parchhaiyan nahin, teri chhav hai yahin Jaao na Mujhe peeche chhod kar tum Socho na Waapas aa jao fir Mud ke yun Peeche dekho ek baar Mein hun yahin Hai intezaar Jaao na Mujhe peeche chhod kar tum Socho na Waapas aa jao fir Mud ke yun Peeche dekho ek baar Mein hun yahin Hai intezaar
7.

credits

released March 21, 2019

All songs written and composed by Amit Yadav except:
"Teri Baatein" and "Teri Baatein (Heavy)" written and composed by Akshay Agarwal and Gaurav Tiwari

All Vocals by Amit Yadav except:
Vocals on "Teri Baatein" and "Teri Baatein (Heavy)" by Amit Yadav and Shivangi Bhayana
Backing Vocals on "Teri Baatein (Heavy)" by Akshay Agarwal

Rhythm Guitars on "Sawera" and "Wajood" by Amit Yadav and Lead Guitars by Sachin Mittra
Guitars on "Mere Haal Ki" and "Laal Rang" by Amit Yadav
Guitars on "Intezaar" by Amit Yadav, Mark Aranha and Sachin Mittra
Guitars on "Teri Baatein" by Amit Yadav and Akshay Agarwal
Guitars on "Teri Baatein (Heavy)" by Akshay Agarwal

Keyboards/ Programming on all songs by Amit Yadav except:
Keyboards/ Programming on "Teri Baatein" by Amit Yadav and Akshay Agarwal
Keyboards/ Programming on "Teri Baatein (Heavy)" by Akshay Agarwal

All Bass by Smit Hajare except:
Bass on "Laal Rang" by Amit Yadav
Bass on "Teri Baatein (Heavy)" by Akshay Agarwal

All Live Drums by Deepak Singh

Album art by Disha Bhanot

license

all rights reserved

tags

about

Sifar UK

Official Website of the Rock band Sifar.

contact / help

Contact Sifar

Streaming and
Download help

Shipping and returns

Redeem code

Report this album or account

If you like Sifar, you may also like: